1
Zabúr 28:7
Zabúr 1863 (Roman Urdū)
Yahowáh mera zor aur merí sipar hai. Mere dil ne us par tawakkul kiyá, aur maiṉ ne madad páí hai, aur mera dil bág̣ bág̣ hogá, aur maiṉ apní g̣azal meṉ us kí shukrguzárí karúṉgá.
Linganisha
Chunguza Zabúr 28:7
2
Zabúr 28:8
Yahowáh un ke liye qúwat hai, aur wahí apne Masíh ke liye najátoṉ ká qalạ hai.
Chunguza Zabúr 28:8
3
Zabúr 28:6
Yahowáh mubárak ho, kyúṉki us ne merí minnatoṉ kí áwáz suní hai.
Chunguza Zabúr 28:6
4
Zabúr 28:9
Apní ummat ko naját baḳhsh, aur apní mírás ko barakat de, aur unheṉ chará, aur unheṉ tá abad balandí baḳhsh!
Chunguza Zabúr 28:9
Nyumbani
Biblia
Mipango
Video