1
Zabúr 78:7
Zabúr 1863 (Roman Urdū)
aur Ḳhudá par apní ummed rakheṉ, aur Qádir i Mutlaq ke kámoṉ ko na bhúleṉ, aur us ke hukmoṉ par nazar rakheṉ
Linganisha
Chunguza Zabúr 78:7
2
Zabúr 78:4
Ham unheṉ un ke beṭoṉ se na chhipáenge, balki ánewálí pusht se Yahowáh kí tạrífoṉ ká, aur us kí qúwat ká, aur us ke ạjáibát ká, jo us ne kie, bayán karte rahenge.
Chunguza Zabúr 78:4
3
Zabúr 78:6
Táki ánewálí pusht jane, beṭe paidá hoṉ, aur uṭhkar apne beṭoṉ ko batláeṉ
Chunguza Zabúr 78:6
Nyumbani
Biblia
Mipango
Video