Chapa ya Youversion
Ikoni ya Utafutaji

Paidáish 11:6-7

Paidáish 11:6-7 URDR55

Aur ḲHUDáWAND ne kahá, Dekho, yih log sab ek haiṉ aur in sabhoṉ kí ek hí zabán hai. Wuh jo yih karne lage haiṉ, to ab kuchh bhí jis ká wuh iráda kareṉ, un se báqí na chhúṭegá. So áo, ham waháṉ jákar un kí zabán meṉ iḳhtiláf ḍáleṉ, táki wuh ek dúsre kí bát samajh na sakeṉ.

Mipango ya Kusoma Bila Malipo na Ibada zinazohusiana na Paidáish 11:6-7