1
Ḳhurúj 1:17
Kitáb i Muqaddas 1955 (Tauret, Zabúr, Ambiyá ke Sahífa, aur Injíl)
Lekin wuh dáiyáṉ Ḳhudá se ḍartí thíṉ: so unhoṉ ne Misr ke bádsháh ká hukm na máná, balki laṛkoṉ ko jítá chhoṛ detí thíṉ.
Linganisha
Chunguza Ḳhurúj 1:17
2
Ḳhurúj 1:12
Par unhoṉ ne jitná un ko satáyá, wuh utná hí ziyáda baṛhte aur phailte gaye; is liye wuh log baní Isráíl kí taraf se fikrmand ho gaye.
Chunguza Ḳhurúj 1:12
3
Ḳhurúj 1:21
Aur is sabab se, ki dáiyáṉ Ḳhudá se ḍaríṉ, us ne un ke ghar ábád kar diye.
Chunguza Ḳhurúj 1:21
4
Ḳhurúj 1:8
Tab Misr meṉ ek nayá bádsháh húá, jo Yúsuf ko nahíṉ jántá thá.
Chunguza Ḳhurúj 1:8
Nyumbani
Biblia
Mipango
Video