1
Zabúr 53:1
Zabúr 1863 (Roman Urdū)
Ahmaq ne apne dil meṉ kahá hai, ki “Ḳhudá hai hí nahín.” Unhoṉ ne ḳharábí kí, aur nafratí badí kí hai; koí nikokár nahíṉ.
Linganisha
Chunguza Zabúr 53:1
2
Zabúr 53:2
Ḳhudá ne ásmán par se baní Ádam par jhánká, táki dekhe ki koí dánishmandí kartá, yạne, Ḳhudá ko ḍhúnḍhtá hai, yá nahíṉ.
Chunguza Zabúr 53:2
3
Zabúr 53:3
Wuh bilkull bargashta ho gae; wuh ek hí sáth bigaṛ gae; koí nikokár nahíṉ, ek bhi nahíṉ.
Chunguza Zabúr 53:3
Nyumbani
Biblia
Mipango
Video