1
Zabúr 61:1-2
Zabúr 1863 (Roman Urdū)
Ai Ḳhudá, merá nála sun, merí duạ́ ká shinawá ho. Maiṉ apní dilgírí meṉ zamín kí sarhadd se terí taraf pukárúṉgá: us chaṭán par jo mujh se baland hai tú merí rahnumáí karegá.
Linganisha
Chunguza Zabúr 61:1-2
2
Zabúr 61:3
Kyúṉki tú mere liye já i panáh húá hai, dushman ke sámhne mazbút burj.
Chunguza Zabúr 61:3
3
Zabúr 61:4
Maiṉ tere ḳhaime meṉ abad tak rahá karúṉgá; tere paroṉ ke sáye tale panáh lúṉgá. Siláh.
Chunguza Zabúr 61:4
Nyumbani
Biblia
Mipango
Video