1
Zabúr 62:8
Zabúr 1863 (Roman Urdū)
Ai ummat, har waqt us par tawakkul karo, apne dil us ke huzúr unḍel do; Ḳhudá hamáre liye já i panáh hai. Siláh.
Linganisha
Chunguza Zabúr 62:8
2
Zabúr 62:5
Ai merí ján, sirf Ḳhudá kí taraf rujụ́ hoke chup rah, kyúṉki usí se merí ummed hai.
Chunguza Zabúr 62:5
3
Zabúr 62:6
Sirf wahí merí chaṭán aur merí naját hai; merí já i panáh; mujhe jumbish na hogí.
Chunguza Zabúr 62:6
4
Zabúr 62:1
Sirf Ḳhudá kí taraf rujụ́ hone se merí ján chain meṉ hai; usí se merí naját hai
Chunguza Zabúr 62:1
5
Zabúr 62:2
sirf wahí merí chaṭán aur merí naját hai; merí já i panáh; mujhe bashiddat jumbish na hogí.
Chunguza Zabúr 62:2
6
Zabúr 62:7
Merí naját aur merí ịzzat Ḳhudá par mauqúf hai; merí qúwat kí chaṭán aur meṉ já i panáh Ḳhudá meṉ hai.
Chunguza Zabúr 62:7
Nyumbani
Biblia
Mipango
Video