1
Zabúr 63:1
Zabúr 1863 (Roman Urdū)
Ai Ḳhudá, mera Qádir i Mutlaq Tú hí hai; maiṉ sawere tujhe ḍhúnḍhúṉgá; merí ján tere liye pyásí hai, mera jism, ḳhushk zamín meṉ, aur mánda, biná pánṉ tera mushtáq hai
Linganisha
Chunguza Zabúr 63:1
2
Zabúr 63:3
hai: kyúṉki terí mihrbání hayát se bihtar hai. Mere lah tera shukr kiyá karenge.
Chunguza Zabúr 63:3
3
Zabúr 63:4
So maiṉ tá bazindagí tujhe mubárak kahá karúṉgá; tera nám le leke apne háth uṭháúṉgá.
Chunguza Zabúr 63:4
4
Zabúr 63:2
táki terí qúwat aur tera jalál dekhúṉ, jaisá ki maiṉ ne maqdis meṉ dekhá
Chunguza Zabúr 63:2
5
Zabúr 63:7-8
Kyúṉki tú mere liye madad húá hai, aur maiṉ tere paroṉ ke sáye tale tarannum karúṉgá. Merí ján tere píchhe lipṭí hai; tera dahná háth mujhe sambháltá hai.
Chunguza Zabúr 63:7-8
6
Zabúr 63:6
Jab maiṉ apne bistar par tujhe yád kartá húṉ, to rát ke pahroṉ meṉ tujh par dhyán kiyá kartá húṉ.
Chunguza Zabúr 63:6
Nyumbani
Biblia
Mipango
Video