1
Zabúr 65:4
Zabúr 1863 (Roman Urdū)
Wuh kyá mubárak hai jise tú barguzída aur muqarrab karegá, táki terí bárgáhoṉ meṉ sukúnat kare! Ham tere ghar, yạne, terí muqaddas haikal kí ḳhúbí se ásúda honge.
Linganisha
Chunguza Zabúr 65:4
2
Zabúr 65:11
Tú ne apne lutf se sál par táj rakhá hai, aur terí sair se raug̣an ṭapaktá hai.
Chunguza Zabúr 65:11
3
Zabúr 65:5
Ai Hamáre Naját-dihinda Ḳhudá, zamín aur samundar kí sárí dur o daráz sarhaddeṉ kí ummedgáh, tú sidq se hameṉ haibatnák jawab degá
Chunguza Zabúr 65:5
4
Zabúr 65:3
Badíoṉ kí báteṉ mujh se qawítar haiṉ; hamáre gunáhoṉ ká kafára Tú hí degá.
Chunguza Zabúr 65:3
Nyumbani
Biblia
Mipango
Video