1
Zabúr 66:18
Zabúr 1863 (Roman Urdū)
Agar maiṉ apne dil meṉ badí par nigah rakhta, to Khudáwand na suntá.
Linganisha
Chunguza Zabúr 66:18
2
Zabúr 66:20
Ḳhudá mubárak ho, jis ne na merí duạ́ pherí hai; aur na merí taraf se apní mihrbání.
Chunguza Zabúr 66:20
3
Zabúr 66:3
Ḳhudá se kaho, ki “Tere kám kyá hí haibatnák haiṉ! Terí qúwat kí ziyádatí se tere dushman tujh se dab jáenge.”
Chunguza Zabúr 66:3
4
Zabúr 66:1-2
Ai sárí zamín, Ḳhudá kí taraf lalkáro! Us ke nám ke jalál meṉ nag̣ma-saráí karo, us kí tạríf meṉ use jalál do.
Chunguza Zabúr 66:1-2
5
Zabúr 66:10
Kyúṉki, Ai Ḳhudá, tú ne hameṉ ázmáyá, tú ne hameṉ aisá táyá hai jaisá rúpá táyá jáe.
Chunguza Zabúr 66:10
6
Zabúr 66:16
Ai sáre ḳhudátarso, áo, suno, aur maiṉ bayán karúṉgá jo us ne merí ján ke liye kiyá hai.
Chunguza Zabúr 66:16
Nyumbani
Biblia
Mipango
Video