1
Zabúr 69:30
Zabúr 1863 (Roman Urdū)
Maiṉ sarod meṉ Ḳhudá ke nam kí hamd karúṉgá, aur shukrguzárí se us kí baṛáí karúṉgá.
Linganisha
Chunguza Zabúr 69:30
2
Zabúr 69:13
Aur Maiṉ, Ai Yahowáh, merí duạ́ tujh se hai; Ai Ḳhudá, terí mihrbání kí ziyádatí meṉ razámandí ká waqt ho; apní naját kí amánatdárí meṉ merí sun le.
Chunguza Zabúr 69:13
3
Zabúr 69:16
Ai Yahowáh, merí sun; kyúṉki terí mihrbání ḳhúb hai; apní rahmatoṉ kí ziyádatí ke mutábiq merí taraf mutawajjih ho.
Chunguza Zabúr 69:16
4
Zabúr 69:33
Kyúṉki Yahowáh kangáloṉ kí suntá hai, aur us ne apne asíroṉ kí tahqír nahíṉ kí.
Chunguza Zabúr 69:33
Nyumbani
Biblia
Mipango
Video