1
Āmāl 3:19
Kitab-i Muqaddas
Ab taubā kareṅ aur Allāh kī taraf rujū lāeṅ tāki āp ke gunāhoṅ ko miṭāyā jāe.
Cymharu
Archwiliwch Āmāl 3:19
2
Āmāl 3:6
Lekin Patras ne kahā, “Mere pās na to chāṅdī hai, na sonā, lekin jo kuchh hai wuh āp ko de detā hūṅ. Nāsarat ke Īsā Masīh ke nām se uṭheṅ aur chaleṅ-phireṅ!”
Archwiliwch Āmāl 3:6
3
Āmāl 3:7-8
Us ne us kā dahnā hāth pakaṛ kar use khaṛā kiyā. Usī waqt langaṛe ke pāṅw aur ṭaḳhne mazbūt ho gae. Wuh uchhal kar khaṛā huā aur chalne-phirne lagā. Phir wuh chalte, kūdte aur Allāh kī tamjīd karte hue un ke sāth Baitul-muqaddas meṅ dāḳhil huā.
Archwiliwch Āmāl 3:7-8
4
Āmāl 3:16
Āp to is ādmī se wāqif haiṅ jise dekh rahe haiṅ. Ab wuh Īsā ke nām par īmān lāne se bahāl ho gayā hai, kyoṅki jo īmān Īsā ke zariye miltā hai usī ne is ādmī ko āp ke sāmne pūrī sehhatmandī atā kī.
Archwiliwch Āmāl 3:16
Gartref
Beibl
Cynlluniau
Fideos