1
Zabúr 30:5
Zabúr 1863 (Roman Urdū)
Kyúṉki us ká g̣azab pal bhar ká hai, us kí razámandí meṉ zindagi hai: roná sham ko shabbásh hogá, aur subh ko ḳhushí.
Linganisha
Chunguza Zabúr 30:5
2
Zabúr 30:11-12
Tú ne mere liye mere mátam ko nách se badal ḍálá hai; tú ne mera ṭáṭ kholá, aur ḳhushí se merí kamar bándhí hai; táki jalál terí hamd meṉ nag̣ma-saráí kare, aur ḳhámosh na rahe. Ai Yahowáh, mere Ḳhudá, maiṉ abad tak terá shukr karúṉgrá.
Chunguza Zabúr 30:11-12
3
Zabúr 30:2
Ai Yahowáh, mere Ḳhudá, maiṉ ne terí duháí dí, aur tú ne mujhe changá kiyá.
Chunguza Zabúr 30:2
4
Zabúr 30:4
Ai us ke muqaddaso, Yahowáh kí hamd meṉ nag̣ma-saráí karo, aur us kí quddúsí ke zikr meṉ us ká shukr karo.
Chunguza Zabúr 30:4
5
Zabúr 30:1
Ai Yahowáh, maiṉ terí tạzím karúṉgá, kyúṉki tú ne mujhe sarfaráz kiyá hai, aur mere dushmanoṉ ko mere haqq meṉ ḳhush nahíṉ hone diyá.
Chunguza Zabúr 30:1
Nyumbani
Biblia
Mipango
Video