1
Zabúr 31:24
Zabúr 1863 (Roman Urdū)
Ai tum sab ki Yahowáh ke muntazir ho, mazbút ho, aur wuh tumháre dil ko taqwiyat de!
Linganisha
Chunguza Zabúr 31:24
2
Zabúr 31:15
Meṛí auqát tere háth meṉ hai; mere dushmanoṉ ke háth se aur mere píchhá karnewáloṉ se merí riháí kar.
Chunguza Zabúr 31:15
3
Zabúr 31:19
Kyá hí baṛí terí ḳhúbí hai, jo tú ne apne ḍarnewáloṉ ke liye chhipá rakhí hai, aur apne bharosa rakhnewáloṉ par baní Ádam ke sámhne záhir kí hai!
Chunguza Zabúr 31:19
4
Zabúr 31:14
Aur, Ai Yahowáh, Maiṉ ne tujh par tawakkul kiyá; maiṉ ne kahá, ki Tú hí mera Ḳhudá hai.
Chunguza Zabúr 31:14
5
Zabúr 31:3
kyúṉki Tú hí merí chaṭán aur mera hisár hai, aur tú apne nám ke waste merí rahbarí aur merí rahnumáí karegá.
Chunguza Zabúr 31:3
6
Zabúr 31:5
Maiṉ apní rúh ko tere háth meṉ saumptá húṉ; Ai Yahowáh, amánatdárí ke Qádir i Mutlaq, tú ne mujhe maḳhlasí dí hai.
Chunguza Zabúr 31:5
7
Zabúr 31:23
Yahowáh se mahabbat rakho, Ai us ke sáre muqaddaso; Yahowáh amánatdár hai, aur g̣urúr karnewále ko kasrat se badla detá hai.
Chunguza Zabúr 31:23
8
Zabúr 31:1
Ai Yahowáh, maiṉ ne tujh par bharosá rakhá hai. Mujhe abad tak sharminda na hone de. Apní sadáqat se mujhe chhuṛá.
Chunguza Zabúr 31:1
Nyumbani
Biblia
Mipango
Video