1
Zabúr 41:1
Zabúr 1863 (Roman Urdū)
Wuh kyá hí mubárak hai jo miskín ke haqq meṉ dánishmandí kartá hai! Yahowáh musibat ke din use chhuṛáegá.
Linganisha
Chunguza Zabúr 41:1
2
Zabúr 41:3
Yahowáh use kamzorí ke bistar par sambhálegá; tú ne us kí bímárí meṉ us ke sáre bichhaune ko ulaṭke bichháyá hai.
Chunguza Zabúr 41:3
3
Zabúr 41:12
Aur Maiṉ jo húṉ, tú ne merí tamámí meṉ mujhe thámbhá, aur mujhe apne sámhne abad tak rakhá hai.
Chunguza Zabúr 41:12
4
Zabúr 41:4
Maiṉ ne kahá hai, ki “Ai Yahowáh, mujh par rahm kar; meṛí ján ko shifá baḳhsh, kyúṉki maiṉ ne tera gunah kiyá hai.”
Chunguza Zabúr 41:4
Nyumbani
Biblia
Mipango
Video