1
Zabúr 42:11
Zabúr 1863 (Roman Urdū)
Ai merí ján, tú áp ko kyúṉ jhukáyá karegí aur kyúṉ mujh meṉ shor macháegí? Ḳhudá kí intizárí kar, kyúṉki maiṉ phir us kí shukrguzárí karúṉgá, jo mere chihre kí naját aur mera Ḳhudá hai.
Linganisha
Chunguza Zabúr 42:11
2
Zabúr 42:1-2
Jaise harní pání kí naddíoṉ ke liye hámptí hai, waise hí merí ján, Ai Ḳhudá, tere liye hámptí hai! Merí ján Ḳhudá ke liye, Zinda Qádir i Mutlaq ke liye, pyásí hai. Maiṉ kab áúngá aur Ḳhudá ke huzúr meṉ házir húṉgá?
Chunguza Zabúr 42:1-2
3
Zabúr 42:5
Ai merí ján, tú áp ko kyúṉ jhukáyá karegí aur mujh meṉ shor macháegí! Ḳhudá kí intizárí kar, kyúṉki main us ke huzúr kí naját ke liye phir us kí shukrguzárí karúṉgá.
Chunguza Zabúr 42:5
4
Zabúr 42:3
Mera ánsú rát din mere liye roṭí húá hai, jab wuh sáre din mujh se kahte the, ki “Tera Ḳhudá kahán hai?”
Chunguza Zabúr 42:3
5
Zabúr 42:6
Ai mere Ḳhudá, merí ján mujh meṉ áp ko jhukáyá kartí hai, is liye maiṉ Yardan aur Harmuním kí zamín se, aur koh i Misg̣ár se tujhe yád karúṉgá.
Chunguza Zabúr 42:6
Nyumbani
Biblia
Mipango
Video