1
Ḳhurúj 14:14
Kitáb i Muqaddas 1955 (Tauret, Zabúr, Ambiyá ke Sahífa, aur Injíl)
ḲHUDáWAND tumhárí taraf se jang karegá, aur tum ḳhámosh rahoge.
Linganisha
Chunguza Ḳhurúj 14:14
2
Ḳhurúj 14:13
Tab Músá ne logoṉ se kahá, Ḍaro mat; chup cháp khaṛe hokar ḲHUDáWAND kí naját ke kám ko dekho, jo wuh áj tumháre liye karegá. Kyúṉki jin Misríoṉ ko tum áj dekhte ho, un ko phir kabhí abad tak na dekhoge.
Chunguza Ḳhurúj 14:13
3
Ḳhurúj 14:16
Aur tú apní láṭhí uṭhákar apná háth samundar ke úpar baṛhá, aur use do hisse kar: aur baní Isráíl samundar ke bích meṉ se ḳhushk zamín par chalkar nikal jáeṉge.
Chunguza Ḳhurúj 14:16
4
Ḳhurúj 14:31
Aur Isráílíoṉ ne wuh baṛí qudrat, jo ḲHUDáWAND ne Misríoṉ par záhir kí, dekhí, aur wuh log ḲHUDáWAND se ḍare, aur ḲHUDáWAND par, aur us ke bande Músá par ímán láe.
Chunguza Ḳhurúj 14:31
Nyumbani
Biblia
Mipango
Video