1
Paidáish 44:34
Kitáb i Muqaddas 1955 (Tauret, Zabúr, Ambiyá ke Sahífa, aur Injíl)
Kyúṉki laṛke ke bag̣air maiṉ kyá muṉh lekar apne báp ke pás jáúṉ? Kahíṉ aisá na ho ki mujhe wuh musíbat dekhní paṛe, jo aise hál meṉ mere báp par áegí.
Linganisha
Chunguza Paidáish 44:34
2
Paidáish 44:1
Phir us ne apne ghar ke muntazim ko yih hukm kiyá, ki In ádmíoṉ ke boron meṉ jitná anáj wuh le já sakeṉ bhar de, aur har shaḳhs kí naqdí usí ke bore ke muṉh meṉ rakh de.
Chunguza Paidáish 44:1
Nyumbani
Biblia
Mipango
Video