1
Zabúr 35:1
Zabúr 1863 (Roman Urdū)
Ai Yahowáh, mere laṛnewáloṉ se laṛ; mere nigalnewáloṉ ko nigal já.
Linganisha
Chunguza Zabúr 35:1
2
Zabúr 35:27
Merí sadáqat ke ḳhwáháṉ tarannum kareṉ aur ḳhush hoṉ, aur hamesha kahá kareṉ, ki “Yahowáh buzurg ho, jo apne bande kí salámatí ká ḳhwáháṉ hai!”
Chunguza Zabúr 35:27
3
Zabúr 35:28
Aur merí zabán terí sadáqat, aur tamám din terí hamd bayán kiyá karegí.
Chunguza Zabúr 35:28
4
Zabúr 35:10
Merí sárí haddíán kahengí ki, “Ai Yahowáh, tujh sá kaun hai jo musíbatzada ko us ádmí se jo us se qawítar hai, háṉ, musíbatzada aur muhtáj ko us ke g̣áratgar se riháí baḳhshtá hai?”
Chunguza Zabúr 35:10
Nyumbani
Biblia
Mipango
Video