1
Zabúr 36:9
Zabúr 1863 (Roman Urdū)
Kyúṉki hayát ká chashma tere pas hai; tere núr meṉ ham núr ko dekhenge.
Linganisha
Chunguza Zabúr 36:9
2
Zabúr 36:7
Ai Ḳhudá, terí mihrbaní kyá hí beshqímat hai, aur baní Ádam tere paroṉ ke sáye tale panáh le sakte haiṉ.
Chunguza Zabúr 36:7
3
Zabúr 36:5
Ai Yahowáh, terí mihrbání ásmánon par hai, aur terí amánatdárí bádaloṉ tak.
Chunguza Zabúr 36:5
4
Zabúr 36:6
Terí sadáqat Qádir i Mutlaq ke paháṛoṉ ke mánind hai; terí ạdálateṉ baṛá gahráo haiṉ; Ai Yahowáh, tú ádmí aur baháim ko bachatá hai.
Chunguza Zabúr 36:6
Nyumbani
Biblia
Mipango
Video