1
Zabúr 50:14-15
Zabúr 1863 (Roman Urdū)
Ḳhudá ke liye shukrguzárí ke zabíhe guzrán, aur Haqq Taạ́lá ke liye apní nazreṉ adá kar: aur tangí ke din mujhe pukár; maiṉ tujhe chhuṛáúṉgá aur tu mera jalál zahir karegá.”
Linganisha
Chunguza Zabúr 50:14-15
2
Zabúr 50:10-11
Kyúṉki jangal ke sáre jánwar aur paháṛoṉ par hazároṉ baháim mere haiṉ. Maiṉ paháṛoṉ ke har parand ko jántá húṉ, aur maidán ke haiwán mere pás haiṉ.
Chunguza Zabúr 50:10-11
Nyumbani
Biblia
Mipango
Video