1
Zabúr 58:11
Zabúr 1863 (Roman Urdū)
Aur ádamzád kahegá ki “Háṉ, sádiq ke liye bhala hai; háṉ, zamín par insáf karnewálá Ḳhudá hai.”
Linganisha
Chunguza Zabúr 58:11
2
Zabúr 58:3
Sharír rihm hí se begáne húe; wuh jhúṭh bolte húe peṭ hí se bhaṭak gae.
Chunguza Zabúr 58:3
3
Zabúr 58:1-2
Ai baní Ádam, kyá tum sachmuch gúnge rahte ho, jab munásib hai ki sadáqat se bolo aur rástí se insáf karo? Háṉ, tum dil se badkáríáṉ karte ho; apne háthoṉ ká zulm zamín par taulte ho.
Chunguza Zabúr 58:1-2
Nyumbani
Biblia
Mipango
Video