1
Zabúr 59:16
Zabúr 1863 (Roman Urdū)
Aur maiṉ terí qúwat kí g̣azal gáúṉgá, aur subh ko terí mihrbání ká tarannum karúṉgá; kyúṉki tú mere liye únchí jagah húá, aur merí tangí ke din meṉ merí jái panáh.
Linganisha
Chunguza Zabúr 59:16
2
Zabúr 59:17
Ai merí qúwat, maiṉ tere liye nag̣ma-saráí karúṉgá; kyúṉki Ḳhudá merí já i panáh aur mera mihrbán Ḳhudá hai.
Chunguza Zabúr 59:17
3
Zabúr 59:9-10
Maiṉ tere liye us kí qúwat kí nigahbání karúṉgá, kyúṉki Ḳhudá merí já i panáh hai. Mera Ḳhudá apní mihrbání se mere áge áegá; Ḳhudá mere dushmanoṉ par mujhe fathyáb kar dikhláegá.
Chunguza Zabúr 59:9-10
4
Zabúr 59:1
Ai mere Ḳhudá, mujhe mere dushmanoṉ se riháí de; tú mujhe mere muḳhálifon se baland karegá.
Chunguza Zabúr 59:1
Nyumbani
Biblia
Mipango
Video