1
Paidáish 46:3
Kitáb i Muqaddas 1955 (Tauret, Zabúr, Ambiyá ke Sahífa, aur Injíl)
Us ne kahá, Maiṉ Ḳhudá, tere báp ká Ḳhudá húṉ; Misr meṉ jáne se na ḍar, kyúṉki maiṉ waháṉ tujh se ek baṛí qaum paidá karúṉgá.
Linganisha
Chunguza Paidáish 46:3
2
Paidáish 46:4
Maiṉ tere sáth Misr ko jáúṉgá; aur phir tujhe zarúr lauṭá bhí láúṉgá, aur Yúsuf apná háth terí áṉkhoṉ par lagáegá.
Chunguza Paidáish 46:4
3
Paidáish 46:29
Aur Yúsuf apná rath taiyár karwáke apne báp Isráíl ke istiqbál ke liye Jashan ko gayá, aur us ke pás jákar us ke gale se lipaṭ gayá aur wahíṉ lipṭá húá der tak rotá rahá.
Chunguza Paidáish 46:29
4
Paidáish 46:30
Tab Isráíl ne Yúsuf se kahá, Ab cháhe maiṉ mar jáúṉ, kyúṉki terá muṉh dekh chuká ki tú abhí jítá hai.
Chunguza Paidáish 46:30
Nyumbani
Biblia
Mipango
Video